Anyone who religiously follows Bollywood movies should know the God of Bollywood, Amitabh Bachchan. The very name brings to mind one of the most romantic Hindi songs of all times, Kabhi Kabhi from the movie Kabhi Kabhi produced and directed by Yash Chopra in 1976. The duet song between Mukesh Kumar and Lata Mangeshkar is an evergreen song that lures love birds till date. The song bagged three major awards in the categories of Best Music, Best Playback singer (Male) and Best Lyricist by Sahir Ludhianvi. A milestone of romance, the song perfectly defines your honest love to your beloved. Given below are the lyrics of this famous song.
Kabhi Kabhi
- Mukesh
Kabhi Kabhi mere dil mein khayaal aata hai

Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye

Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin

Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain

Ye gesuon ki ghani chhaon hain meri khatir
Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain
Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein

Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main

Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise tu mujhe chaahegi Umra bhar yuhin
Uthegi meri taraf pyaar ki nazar yuhin
Main jaanta hoon ki tu gair hai magar yoohin

|